1.
Aankh juk jati hai par nind nahi aati
rat bit jati hai par woh nazar nahi aatikya kare mahhobat me
jaan chali jati hai par yad nahi jati
2.
hum bayan-e- ishq karte gaye aur woh muskura kar chale gaye
unhe nadan samajhte gaye aur woh ankho se bayan karte chale gaye
hum sirf bate karte gaye aur woh mukkammal kar k chale gaye.
waah,hum post daalte reh gaye aur wo comment maarke chale gaye...
ReplyDelete